yeh tab ki baat hai jab me 9th me tha aaj maine grad complet kar li hai mein aaj bhi wo din nhi bhool sakta meri bua g ne naya ghar liya tha jiski opening me gya hua tha wo ek girl aayi hui thi jiska naam tara jo ki gonida ki rehne wali hai meri bua unki mami lagti hai wo mujhe whi mili thi hum dono ki frndship hui or kab frndship me love hua pta hi nhi chala kuch din baad usne mujhe cal nhi kiya no bhi badal liye jaise taise krke mujhe uska no mila maine cal kiya usne baat nhi ki or phir ek din uska cal aaya or usne kha ki mujhse baat krne ki kosish mat karna maine kbhi use cal nhi kiya but me aaj bhi use utna hi love krta ho......
pyaar ka matlab sirf pana thodi hai...
-Nares kotwani







0 comments:
Post a Comment