Us sawan ki raat mai,koi apna mila,
In addhuri raah mai,koi apna mila,
Raahe thi bahut juda,kisi ki aahat mai,
Jeene ka mujhe,ek maksad mila,
Kya hua argar wo ajnabi tha,
Mujhe bas ek saathi mila,
Andheri thi meri duniya mujhe ek ujaala mila,
Us saawan ki raat mai,koi apna mila,
Samajh kr use apna haal-e-dil suna daala,
Us ajnabi pe bharosa kar ke,apna dil uske haath mai de daala,
Pyaar kiya tha use apni zindagi se jada,
Kya pata tha wo ek sapna ban jaayega,
Kya pata tha wo ek ajnabi phir ban jaayega,
Raat bit gai subha ho gai,phir aankh khhuli or ek or kavita ban gai.
To my love Jay jo ab mere saath nahi hai pr ye dil uske liye dhadak raha hai
from Jiya.

0 comments:
Post a Comment